Renuka Kumari
Follow
Posted 5 year ago
जब छात्रों को जेंडर के बारे में शिक्षा देने की बात आती है तो एक शिक्षक के मन में हिचक क्यों होती है?
1 Answer(s)
Sanjana Program Manager
Follow
Posted 5 year ago Sanjana Program Manager

Kaafi acha sawaal hai Renuka ji! Shikshako ko hichak isliye hoti hai kyuki unhse bhi kabhi kisi ne ish ki baat nahi ki, na unhke school mai, na ghar mai, na kisi training mai toh ya toh unhe ish par baat karna important nahi lgta ya unhe samjh nahi aata kaha se shuruwat kare. Kyuki yeh topic aisa hai jisme hum bhi kahi na kahi isko badawa dene mai saamil hai toh phle apne aapko ko correct karna muskil ho jaata hai. Phle hume khud se shuruvat karni padegi, phir hum bacho ko shika skte hai.