Study Spot
Customized learning paths based on interests
Sabse pehle to shikshak ko topic ka poora gyaan hona chahiye beech beech me khelo dwara manoranjak dhang se prana chahiye. Bacho se questions pooch kr Chapter se related unke knowledge ko samjha ja sakta h. Tlm ka use krke class to interesting bnaya ja sakta h.
Agar ap topic teaching aid use karke sikhayenge aur topic ka poora study karke activity dvara sikhayenge to bache man lagake padhenge it skill of teacher how to teach the student.
Shishak concentration badhane ke tariko pe dhyaan dena chahiye jo class mein regularly karwaya jaaye because bachoo ka attention pakadna bohot mushkil kaam hai!